Sunday, November 26, 2017

How To Setup Custom Domain Without WWW In Blogger- in Hindi

How To Setup Custom Domain Without WWW In Blogger- in Hindi

Welcome to MrTechIndian.com, Dosto Aapne Dekha hoga Ki Jab Hum Apne blog ko Apne browser mein open karte hain toh hum Bina www Lagaye Apne blog ko open nahi kar Pate. aaj main aapko blog URL https://www.mrtechindian.com se www ko Hata kar shide Apne URL Se Kaise open karna hai woh Tarika bata raha hoon. Chaliye batata hoon ki Kaise Hum www Ke Bina website ko open kar sakte hain aur kya basic settings ko change krna pdega.

Dosto sabse Pehle main aapko Bata deta hoon ki uska benefit kya Hoga?? Kiya aapke Jo reader hai aap ki website ko Visit krte hai. www ke sath ya phir bina www ke sath. aur aap ki post Read kar sakte hain Iska benefit ye hoga ki aap ki site par traffic badega Aur visitor aapki site ko Jyada Pasand karne lagege.


Dosto agar aap apne blogger blog ko Bina www ke open karna chahte hain to es post main bataye gye step ko follow kar ke aap apne blog ko Bina www ke set kar sakte hain. to Chaliye Shuru Karte Hain.

How to setup blog domain without www??
Sabse Pehle Aap ye jaan le ki ye hard nahi hai Aap inhi steps ko follow kar ke achi tarike se setup kar sakte.

Step 1

1. Sabse Pehle Aap www.blogger.com website ko login kr ke aap apne blog ke dashboard open kijiye.

2. Abhi aap Apne Blog ki setting per click Karke basic open kijiye.

3. Ab Aap blog address Ke Samne Apne block a URL ke edit option per click kijiye.

4. Ab aap ko Ye Line Dikhegi Redirect example.com to www.example.com uske samne aapko right tik krna hai.


5. Ab Aap Save Par Click Kar Dijiye.

dosto ab aap ye step follow karne ke baad aap ki setting complete setup ho jayegi ab aap apne blog ko Bina www ke open kar sakte ho aur Dosto ek baar aap apne block open karke dekh lijiye. kya aapka block without open ho raha hai ya nahi ho raha hai.

Read Post:- How To Enebal Search Description Meta Tag Custom Templates By HTML Coding ??

Agar aapko  post ko samajhne mein koi problem hai  To Mujhe aap comment kar ke bata sakte hain Mujhe aapki Help karke Bhut khushi Hogi.

Dosto Agar aapko blogging ke baare mein kuch help chahiye to aap Hamari website par blogging se related post ko padiye jha aapko detail Mein Jankari mil Jayegi.

Dosto Agar aapko yeah post pasand hai to esehe social media par par Apne doston ke sath share Jarur kare aur Hamare website ko visit karna na Bhule.

Read Post:- How To Add Custom Robots.Txt File In Blogger ?? - Full Guide

Read Post:- How To Add Categories In Blogger 

Read Post:- How To Add Social Media Share Button In Blogger Post 

Read Post:- How To Add Privacy Policy In Blogger ??

Previous Post
Next Post

About Author

0 comments: